When I’m gone

Don’t hate me if I’m gone,Just know that I tried my best. Don’t hate me if I’m gone,Because it’s time for me to take a rest. Don’t hate me if I’m gone,As there were no purposeful possibilities. Don’t hate me if I’m gone,As I have been there to the best of my abilities. Don’t hate…

Tum sab jaanti ho

Tum to sab jaanti thi,poocho apne dil se. Itne saal jise god mein khilaya,sine se laga ke duniya se bachaya. Uski har dhadkan se waqif thi,maathe ki chunwat ko bhi pehchnati thi. Jiski hansi mein tumhari khushi,Aur chot lagne par tum bhi roti thi. Tumhari lali lipstick lagakar bohot baar saja tha,Apni chunar orhakar jise…

Bas, ab jane do

Thak chuka hoon,so jane do.Mat roko,bas, ab jane do. Bheed ka hissa na ban paya,alag jo tha dusro se.Kadam na chal sake saath,jakri thi beriya kadmo se. Jinke thamne the haath,woh khud liye hain sahara.Sapno ka ghota gala,kuch na ho saka humara. Gairo se mili mohabbat,apno se sahanubhuti.Upkaar si lagti hain zindagi,Shunya ki anubhuti. Ghut…

Bheega Samandar

Barkha ki jhankar aaj goonj rahi hain aangan mein,Ab tum kya bhigaoge samandar ko.

Dikshant

I did notice you when you entered the premises on that chair,which the lady was pushing across the room making her way. I did notice your still skinny body on that,which seemed to have given away all the hopes. I did notice when a lady asked to lay you down on the stretcher,and some other…

Coffee aur Chai

Ek karnama aisa ho gaya,Coffee lover ko chai lover se pyaar ho gaya. Jisko bhati thi roasted beans ki khusbu,Aaj lete hain chai ki chuski ka swaad. Starbucks ke date ab ho gaye hain chyoos pe shift,Palak patta chaat bhi karte hain inke mood ko lift. South delhi aur north delhi ka mel hain nirala,Ab…

रंगो भरी ज़िन्दगी

इस आसमा सी हैं ये ज़िन्दगी। हर उगते और डूबते सूरज के साथ,ये भी अपना रंग बदलती हैं। उस अंधेरे आसमान का कद्रदान शायद ही कोई हो,पर उस अंधेरे में समाते सूरज को सब एक बार निहारते ज़रूर हैं। गर गौर से देखो,तो काफी बेरंग हैं ये रंगो भरी ज़िन्दगी। – अंकुर मंडल  

Mera Satrangi Pyaar

Aaj mera pyaar aazad hain. Agar gaur se dekhu, to woh hamesha se hi aazad tha. Mere janm ke baad, Jab sabne mujhe god mein uthaya, Mere mathe ko chuma, Mujhe pyaar se gale lagaya. Woh pyaar hi to tha, Jo ek sparsh se mujhe unse ho gaya. Woh pyaar hi to tha, Jiski takat…

Dil

Dil  apne liye hamesha hi pechide raste khojta hain, Kabhi ek raah to kabhi dusri pakadta hain. Galat raaste ko sahi maankar kabhi kabhi woh itna door chala jate hain, Ki wapas aana namumkin sa lagta hain. Aur kabhi kabhi us galti ko woh itna such maan lete hain, Ki galti ka ehsaas bhi nahi…

Tere Bagair

Dhalte hue suraj ki tapish aaj bhi mehsoos ki tere bagair, Bas ek tak takta raha use. Aaj ek aur shaam dhal rahi tere bagair, Aaj ek aur din beet raha tere bagair. Aaj yeah aakhein phir tarsi tere bagair, Aaj ek aur din jee liya tere bagair. Kabhi socha na tha ki zindagi bitegi…