Aaj subah maa ne bataya, Tum aayi thi kal raat. Thakawt se neend kaafi gahri ho gayi, Isi liye tumhari aahat sun na paya; Ho sake to maanf karna. Suna, kaafi der tak thi tum. Aaj kal mehsoos hota hain tum mujhse kuch khafa si ho; Ek aankh micholi si khel rahi ho. Pichli baar…
